Saturday, June 16, 2007

Khamushi.

Ae khamushi utar ja meray dil mein
sunna chahta hun dil kehta hai kiya
bohat hangamay hain dunya main aur main hun dhoondta
ik gosha jahan main or ho mera dil
phir karun ghanton batain apnay dil say
Ae khamushi utar ja meray dil mein

No comments: